Posts

Showing posts with the label urdu past papers

Urdu Lecturer Past Papers PPSC, Lecturer Urdu past Papers

Urdu Lecturer Past Papers PPSC, Lecturer Urdu past Papers 1)Mirza Qutub ud din Aibak nazm_____ ka juzv hai. Shahnama Islam 2)"Baray aalu ka kuch bayan ho jaye"_____ka mazahya mazmoon hai. Mushtaq Ahmad Yousafi 3)"Manzil e shab"_____ka majmooa'e kalam hai. Mukhtar sadiiqui 4)Khalida Adeeb khanam_____ki Umda tehreer hai. Ch.Afzal haq 1. Dakkan me urdu kay aghaz kay nazariye ka bani kon hai? Naseer Ud din Hashmi 2. Ghalib ne urdu ki kis kitab ko alfaaz ka bhatyar khana qarar diya hai? Fasana e ajaa'ib 3. Urdu me mazmoon ki sinf ko kis ne muta'rif karaya? Sir Syed Ahmad Khan 4. Kis novel me haraam o halal ka nazariya pesh kiya gaya hai? Raja gidh 5. Kis afsana nigar ne apnay afsaano me ziyaada tar dehi mua'sharat ko pesh kiya? Ahmad Nadeem Qasmi 6. Kis afsaanay ka bunyadi mozu tasanna or zahirdari hai? Overcoat 8. "mitti ka diya" sinf kay aitbar se kya hai? Khud navisht 10. Kis shairah kay haan "khusboo...